Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon
Kisi zabaan mein bhi woh labaz hi nahi
Ki jeenme tum ho kya tumhein bata sakoon
Main agar kahoon tumsa hasin kaynat mein nahi hai kahin
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Shokhiyon mein dubi yeh adayein chahre se jhalki hui hain
Zulf ki ghani ghani ghatayein shaan se dhalki hui hain
Lehrata aanchal hai jaise badal
Bhaahon mein bhari hai jaise chandani roop ki chandani
Main agar kahoon yeh dilkashi hai nahi kahin na hogi kabhi
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Tum hue meharbaan to hai yeh dastaan
Tum hue meharbaan to hai yeh dastaan
Ab tumhara mera ek hai karwaan tum jahan main wahaan
Main agar kahoon humsafar meri apsara ho tum ya koi pari
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahon
Kisi zabaon mein bhi woh labaz hi nahi
Aneek sang this wonderful song on Saregama . Enjoy